16 ноября 2020
Не нравится 0 Нравится

Минус Atif Aslam - Kaun Hoon Main

Текст (слова) песни Atif Aslam - Kaun Hoon Main:

Размер текста:

Anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana (apsana)
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Hoo anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana
Na meri koi manzil hai na koi hai thikana
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Maine sooni sooni tanah raahon par
Behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai, na na...
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai... (who am I)
Behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
Mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Maine sooni sooni tanah raahon par
Koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka
Koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
Peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Kaun hoon main kis ki mujhe talaash...
Maine sooni sooni tanah raahon par



Смотри ещё:


Ваш комментарий:

Регистрация